Jeete Hain Chal Lyrics:Enjoy the first video song "Jeete Hai Chal" from the bollywood latest movie "Neerja" starring Sonam Kapoor & Shabana Azmi.
Neerja is the courageous story of a 23 year old girl - an air hostess - who lost her life while saving passengers from terrorists on board the hijacked Pan Am Flight 73 on 5th September 1986. Movie releases in theatres on 19th February 2016.
Song: Jeete Hai Chal
Movie: Neerja
Singer: Kavita Seth
Music: Vishal Khurana
Lyrics: Prasoon Joshi
Music on T-Series
Kehta yeh pal, khud se nikal
Jeete hain chal, Jeete hain chal
Jeete hain chal
Gham Musafir Tha Jaane de
Dhoop Anghan mein aane de
jeete hain chal, Jeete hain chal
Jeete hain chal
Talwon ke neeche hain Thandi Si
Ik Dharti Kehti Hai
Aaja Daurheinge
Yaadong ke, Bakson mein
Zinda Si Khusboo hai
Kehti Hai, Sab Peeche Chhodenge
Ungliyon Se kal Ki Ret, Behne De
Aaj Aur Abhi mein, Khud ko Rehne de
Kehta yeh pal, Khud Se nikal
Jeete Hain Chal<3Times>
Ek tukda Haseen Chakhle
Ik Dali Zindagi Rakhle
Jeete hain Chal<3Times>
Hichki Ruk Jaane de
Siski Tham Jaane De
Is Pal Ki Yeh Guzarish Hai
Marna kyun, Jee lena
Boondon ko pee lena
tere hi sapno ki barish hai
Paaniyon ko raste tu Banane de
Roshni Ke Peeche khud ko jaane De
Kehta yeh Pal Khud Se Nikal
Jeete hain Chal<3Times>
Kehta Yey pal, Khud se nikal
Jeete hain chal , jeete hain chal
Jeete hain chal
Neerja is the courageous story of a 23 year old girl - an air hostess - who lost her life while saving passengers from terrorists on board the hijacked Pan Am Flight 73 on 5th September 1986. Movie releases in theatres on 19th February 2016.
Song: Jeete Hai Chal
Movie: Neerja
Singer: Kavita Seth
Music: Vishal Khurana
Lyrics: Prasoon Joshi
Music on T-Series
Jeete Hain Chal Lyrics
Kehta yeh pal, khud se nikal
Jeete hain chal, Jeete hain chal
Jeete hain chal
Gham Musafir Tha Jaane de
Dhoop Anghan mein aane de
jeete hain chal, Jeete hain chal
Jeete hain chal
Talwon ke neeche hain Thandi Si
Ik Dharti Kehti Hai
Aaja Daurheinge
Yaadong ke, Bakson mein
Zinda Si Khusboo hai
Kehti Hai, Sab Peeche Chhodenge
Ungliyon Se kal Ki Ret, Behne De
Aaj Aur Abhi mein, Khud ko Rehne de
Kehta yeh pal, Khud Se nikal
Jeete Hain Chal<3Times>
Ek tukda Haseen Chakhle
Ik Dali Zindagi Rakhle
Jeete hain Chal<3Times>
Hichki Ruk Jaane de
Siski Tham Jaane De
Is Pal Ki Yeh Guzarish Hai
Marna kyun, Jee lena
Boondon ko pee lena
tere hi sapno ki barish hai
Paaniyon ko raste tu Banane de
Roshni Ke Peeche khud ko jaane De
Kehta yeh Pal Khud Se Nikal
Jeete hain Chal<3Times>
Kehta Yey pal, Khud se nikal
Jeete hain chal , jeete hain chal
Jeete hain chal
0 Comments