INAAYAT LYRICS – Tanzeel Khan



"INAAYAT" SONG INFO

Singer Tanzeel Khan

Lyricist Tanzeel Khan

Music Tanzeel Khan

Director Sarthak Chand

Cast Tanzeel Khan, Ashi Khanna

Music Label Tanzeel Khan


 Inaayat Lyrics


Meri Ye Dono Aankhein

Dhoonde Tujhi Ko Aise

Jaise Hai Tujhse Hi Ab Vaasta


Doori Na Tere Mere

Dil Darmiyan Yun Chahun

Fir Bhi Na Jaane Kyun Hai Faasla


Parvaah Na Meri Hai Zameen

Na Mera Aasmaan

Main Jaaun Jahan Bhi

Main Dekhu Tujhi Ko

Yeh Kaisa Nasha Sa


Tu Meri Hi Thi Aur Meri Hi Rahe

Main Jaaun Jahan Bhi Duaein Yeh Maangu

Hmesha Yun Rozaana


Jaaga Raha Teri Yaad Mein Main

Jaaun Jahan Wahan Paaun Tujhe

Joodi Tujhi Se Har Khwaishein

Meri Inaayat Tu


Jaaga raha teri yaadon mein, main

Jaaun jahan wahan paaun tujhe

Judi tujhi se har khwahishein

Meri inaayat tu,


Meri inaayat tu

Meri inaayat tu


Mujhme samaye tu tera main hun aise

Jaise unn baadalon ka aasmaan

Jin kahaniyon mein mauzoodgi na teri

Feeki har ek woh daastaan


Tu meri hai raahi sun meri zubaani

Main jaaun bhi main dekhun tujhi ko

Yeh kaisi kahaani


Mera kuch bhi nahi tha main tha yun akela

Bhoola saare ghamon ko

Jo mere jahaan mein tu laaya savera


Jaaga raha teri yaadon mein, main

Jaaun jahan wahan paaun tujhe

Judi tujhi se har khwahishein

Meri inaayat tu,


Jaaga raha teri yaadon mein, main

Jaun jahan wahan paaun tujhe

Judi tujhi se har khwahishein

Meri inaayat tu,


Meri inaayat tu

Meri inaayat tu

Meri inaayat tu

Meri inaayat tu


Sar pe chadhi hai tu kuch ab yun mere

Baatein teri galat bhi ab sahi lage

Kehti hai tu na hai koyi pari magar

Mujhko to jannat tera ghar lage


Written by:

Tanzeel Khan

Post a Comment

0 Comments